world health organization ki nai report ke mutabiq duniya ki taqreeban nisf abadi yani 450 crore log sehat ki bunyadi sahuliyaat se mahroom hain. bohat si bemariyan logon ki apni la parwahi ka nateeja hain. 2021 ke data ka tajzia covid-19 wabai amraaz ke mumkina taweel mudti asraat ko mad e nazar nahi rakhta hai. aalmi satah par taqreeban 200 crore logon ko ilaaj ka kharch khud bardasht karna parta hai. is akhrajaat ki wajah se taqreeban 130 crore log gurbat ke bhanwar mein phas gaye hain . world health organization aur world bank ki janib se jari kardah nai report’ tracking universal health courage 2023 globle monitoring report’ ke mutabiq sehat ke barray masail mein ghair mutaddi

Author:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *